Please Donate jandanwala Site to keep Alive. Thanks Contact me please kabooter@hotmail.com or 03456900054
یہ صرف جنڈانوالہ کے لوگوں کے لیے پیغام ہے۔
Please Donate jandanwala Site to keep Alive. Thanks Contact me please kabooter@hotmail.com or 03456900054
یہ صرف جنڈانوالہ کے لوگوں کے لیے پیغام ہے۔
assalamu-alai-kum jnaab is information ek gharana ki kammi hai jo jandanwala ka purana khandaan hai pahle syed gharana hai, pir syed bahaar shah ra ka gharana jin ki qabar baaghwaale qabarstaan hai aur un ke 3 betay pir syed shaswaar shah (ra) wo jandanwala ke mohsin hai jin ki waja se aj jandanwala apni jaga par kaeem hai verna saara gaon hi vehari hota. aur hamare jandanwala main sadar ayub aye thay pir syed shahswaar ke pas un he leke phir cantt chale ghe us ke baad ek aur baat, zulfar ali bhuto ko b pir syed shahswaar ne jandanwala main rok haaar pahnaya tha. aur jnaab baba bahaar shah ke dusre bathay pir syed noor shah (ra) apne zamaane jitne b aas paas ke gaon hai pir syed noor shah us waqt jandanwala ke akele shaks aur akele syed thay jo sab se achey ghorey ke swaar thay sab se tez dorate thay jnaab main kiya kiya baatein btayo apne baro ki plz is informain main boht bari kammi hai is khaandaan ki ise puri kare shukriya ap mujh se rabta b kar sakhte hai facebook par. facebook.com/syed.suleman.shah
plz ye information durust kare, remove dab kare jab puri sai kar le merbaani allah hafiz
Suleman Shah of Jandanwala